Roman script

kaisa hai yeh darr, ek jo hai hum

milke rahein, pyaar se hum

duniya ki, kyon ho fikar

saath chale milke, jo hum tum

humse bhi poocho kabhi chahte hai kya

khudh hi sunaate raho ge kahaniyaa

wohi puraani suni hui dastaan

in sab baaton ko dil ab nahin manta

aao mil kar, jee le zindagi

khushiyon ke rang ho

aur ho haseenn, har lamha

na koi ho fikar, yu hi guzre

apni shaamo sehar

humse bhi poocho kabhi chaahtey hai kya

khudh hi sunaate raho ge kahaniyaan

wohi puraani suni hui dastaan

in sab baaton ko dil ab nahin manta

mili zindagi jee lo

apnon ke saath mein

kyon lade hum dusron ke baat pe

Explore this song