Roman script

… tumne mohabbat karni hai

humne mohabbat ki hai

iss dil ke ilaawa kisi se bhi na

humne ijaazat li hai

… hunar hai yeh bhi ishq ka

kisi-kisi ko aata hai

jaan luta ke dushman ki

humne hifaazat ki hai

… baat karte hain hazaaron (hazaaron)

hai tajurba humein, yaaron (haan, yaaron)

baat karte hain hazaaron

hai tajurba humein, yaaron

aisi hai (ada) baandh loon (hawa)

mujh pe woh (khuda dil se dua barsaye)

… jhoome jo pathaan, meri jaan

mehfil hi lut jaaye

de-de jo zubaan, meri jaan

uss pe mar-mit jaaye

… jhoome jo pathaan, meri jaan

mehfil hi lut jaaye

de-de jo zubaan, meri jaan

uss pe mar-mit jaaye

… pa dha pa dha ma pa, pa dha pa dha ma pa

ga pa ma dha ni ga re sa ga re ma

pa dha pa dha ma pa, pa dha pa dha ma pa

ga pa ma dha ma ga re ga re sa

… muqaabla kaise hum karte hain, yaar

ab ki baar tareeqa hum batayenge

tareeqa hum batayenge

kaise dushman pe hum marte hain, yaar

ab ki baar tareeqa hum batayenge

tareeqa hum batayenge

… yaar kar de jo ishara (ishara)

dil main de doon dobara (dobara)

yaar kar de jo ishara

dil main de doon dobara

pyaar ka (nasha) aisa hai (chadha)

hoke yoon (fida dushman gale lag jaaye)

(jaaye-jaaye-jaaye-jaaye)

… jhoome jo pathaan, meri jaan

mehfil hi lut jaaye

de-de jo zubaan, meri jaan

uss pe mar-mit jaaye

… jhoome jo pathaan, meri jaan

mehfil hi lut jaaye

de-de jo zubaan, meri jaan

uss pe mar-mit jaaye

… jhoome jo pathaan, meri jaan

mehfil hi lut jaaye

de-de jo zubaan, meri jaan

uss pe mar-mit jaaye

… pa dha pa dha ma pa, pa dha pa dha ma pa

ga pa ma dha ni ga re sa ga re ma

pa dha pa dha ma pa, pa dha pa dha ma pa

ga pa ma dha ma ga re ga re sa

Explore this song