Roman script

jhum jhum kar gaao re jhum jhum kar gaao re

jhum jhum kar gaao re masti me sab aao re

jhum jhum kar gaao re masti me sab aao re

mast hai dharti aakash bhi mast hai

aur kisi ki baat kya karni masti bhi khudh mast hai

ha masti bhi khudh mast hai

ho o aaj mili thi maa ko aajadi 

aaj mili thi maa ko aajadi

jhum ke gaao matwalo o dilwalo

aaj pandraha,aaj pandraha aaj pandraha 

pandraha august hai pandraha august hai

pandraha august hai

jhum jhum kar gaao re gaao re

jhum jhum kar gaao re gaao re

tha aaj ka suraj chanda jaisa aur aaj ka chanda suraj jaisa

tha aaj ka suraj chanda jaisa aur aaj ka chanda suraj jaisa

hai aaj ki har baat anokhi hai aaj ki har baat anokhi

sab raato se ye raat anokhi ye raat anokhi

isliye to kahte hai jhum ke gaao matwalo o dilwalo

aaj pandraha,aaj pandraha aaj pandraha 

pandraha august hai pandraha august hai

pandraha august hai

jhum jhum kar gaao re gaao re

jhum jhum kar gaao re gaao re

kesri safed aur hara hai in rango se hai desh bhara

kesri safed aur hara hai in rango se hai desh bhara

ye rang hai itne anokhe ye rang hai itne anokhe

kabhi na de ye kisi ko dhokhe

isliye to kahte hai jhum ke gaao matwalo o dilwalo

aaj pandraha,aaj pandraha aaj pandraha 

pandraha august hai pandraha august hai

pandraha august hai

jhum jhum kar gaao re gaao re

jhum jhum kar gaao re gaao re

aazadi ke liye humne kya kya khoya

gandhi,nehru sang subhash bhi roya

bhagat sing, rajguru aur sukhdev

humne kaise khelo ko khoya khelo ko khoya

lala lajpat rai aur tilak ne

maharana pratap aur shivaji ne

apne khoon me khud ko duboya

unke liye saara desh tha roya

unke liye saara desh tha roya 

jis jis ne gulami ka bojh tha dhoya

jis jis ne gulami ka bojh tha dhoya

unke liye bismil sang ashfak bhi roya

ashfak bhi roya,ashfak bhi roya

maati uthakar tilak lagao teen rango ki shama jalao

maati uthakar tilak lagao teen rango ki shama jalao

teen rango se hai ye tiranga teen rango se hai ye tiranga

har bharat wasi is ka patanga har bharat wasi is ka patanga

isliye to kahte hai jhum ke gaao matwalo o dilwalo

aaj pandraha,aaj pandraha aaj pandraha 

pandraha august hai pandraha august hai

pandraha august hai pandraha august hai

pandraha august hai pandraha august hai

Explore this song