Roman script

jhonka hawa ka jhonka jhonka hawa ka jhonka

chukar hume jane jaha jane kaha dil le gaya

hona yahi tha hona hona yahi tha hona

milna tha yu hum tum mile

hum tum mile dil kho gaya

jhonka hawa ka jhonka

kaise lali wo sham ki galo par cha gayi

pyase dil me jo bat thi hotho par aa gayi

chehre se yu julfe udi wo raj dil khul gaya

jhonka hawa ka jhonka

halka halka ye dard kya mere dil me utha

do dil jab yu bechain ho aaye kitna maza

aankho me kya chhaya nasha lagta hai sab kuch naya

hona yahi tha hona

jagi ratein kati nahi ab to tere bina 

aise chupke milte rahe aakhir kab tak yaha 

hona tha jo ho hi gaya ab dar zamane se kya

jhonka hawa ka jhonka

chukar hume jane jaha jane kaha dil le gaya

hona yahi tha hona milna tha yu 

hum tum mile hum tum mile 

dil kho gaya jhonka hawa ka jhonka

Explore this song