Roman script

family ki chhoti chhoti baaton ka batangad

arey family ki chhoti chhoti baaton ka batangad

na koi yahan poras na koi hai sikandar

arey seedhi seedhi baaton ki ulti hai chal

arey thoda thoda thoda mausa situtaion mai aise fasa

kaisi kathin ye dagariya uspe ek baali umariya

arey uski ungli apna nacha khel kanhaiya ne hai raja

bada chatur ye saavariya yahi yahi dubaya hai khivaiya

arey dhoop mein na sukhe ye sapno ka samandar

na koi hai chameli na koi hai chchundar

aur fail na ho jaaye sakuni wali chaal

arey jhol jhal jhol jhal jhol jhal jhol jhal

jhol jhal jhol jhal jhol jhal jhol

Explore this song