Roman script

jhilamil taro ki baraato me, bhigi bhigi barsato me

soi soi jaagi jaagi khoi khoi, chandani raato me, raato me

raato me ho raato me, raato me ho raato me 

phir nind kaha aati hai 

phir nind kaha aati hai jo lag jati hai

mahabub ki mehandi hatho me

phir nind kaha aati hai 

phir nind kaha aati hai jo lag jati hai

mahabub ki mehandi hatho me

ho raato me, ho raato me

jinme khili hum banke kaliya

ye babul ki galiya, ye babul ki galiya

chhod ke inko bhulega dil, kaise ye rangraliya

ye galiya jo yaad aati hai, baras jati hai

ye aankhe barsato me, ho raato me

tumko mubarak din ye suhana

humko bhul na jana, humko bhul na jana 

sun shadi ke baad saheli, dil ka haal sunana

batlana kati kaise rate, huyi haye bate

kya pahli mulakato me, ho raato me

sare rishte sache jhuthe, ek na ek din tute

par in hatho se mehandi ka, rang kabhi na chhute

kya baat hai allah duhayi, nazar bhar aayi

kyu teri bato bato me, ho raato me

phir nind kaha aati hai, jo lag jati hai

mahabub ki mehandi hatho me, ho raato me

mahabub ki mehandi hatho me, ho raato me 

mahabub ki mehandi hatho me, ho raato me

mahabub ki mehandi hatho me

mahabub ki mehandi hatho me

Explore this song