Roman script

jeevan ke din chhote sahi 
hum bhi bade dil wale 
jeevan ke din chhote sahi 
hum bhi bade dil wale 
kal ki hume phursat kaha 
soche jo hum matwale 
jeevan ke din chhote sahi 
hum bhi bade dil wale 
kal ki hume phursat kaha 
soche jo hum matwale 
ye jindgi dard bhi hai 
ye jindgi hai daga bhi 
dil todna hee na jane 
jane ye dil jodena hee bhi 
is jindgi ka shukriya 
sabse main upar wale 
jeevan ke din chhote sahi 
hum bhi bade dil wale 
kal ki hume phursat kaha 
soche jo hum matwale 
kitni mubharak hai ye sham 
apno se apne mile 
bhigi see palko pe jaise 
chand or sitare khile hai 
ye dil isi mamta ki chhao main 
apni majil pa le 
jeevan ke din chhote sahi 
hum bhi bade dil wale
kal ki hume phursat kaha 
soche jo hum matwale
jeevan ke din chhote sahi 
hum bhi bade dil wale la 
kal ki hume phursat kaha 
soche jo hum matwale

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Lata Mangeshkar, Udit Narayan