Roman script

jivan data jagat pita tum, jivan data jagat pita tum

main santan tihari tihari, main santan tihari

tum bin mori kahe ka dar

tum bin mori kahe ka dar puche ek dukhiyari me haari

main santan tihari tihari, main santan tihari

yogy nahi jo me tumhare barat ke

yogy nahi jo me tumhare barat ke

tumne diya kyu mohe janam, tumne diya kyu mohe janam

hai ye dosh mera ya bhagwan, ye hai bhul tihari

main santan tihari me hari, main santan tihari

tum bin nahi sukh jivan ka, tum bin nahi sukh jivan ka

chit tan mere haal hai man ka, chit tan mere haal hai man ka

jaise kisi purane mandir me, jaisa koi pujari pujari

main santan tihari me hari, main santan tihari

jivan data jagat pita tum, jivan data jagat pita tum

main santan tihari tihari, main santan tihari

Explore this song