Roman script

dard mein koi muskura kar rahe

aur kahe hawa hawa hai zindagi ka khel

waqt ka hai kya aaj hai ya hai kal

yeh gujar bhi jaayega tu rakhna taalmel

itni bhi fikar tu kar na iss kadar

dum hain bahut abhi jo tere paas hai

jo huwa huwa tu ruk na haar kar

bas yahin pe tera imtehaan hain

jeena isi ka naam hai

jeena isi ka naam hai

jeena isi ka naam hai

jeena isi ka naam hai

sab chala gaya hai aaj mujhko chorke

waqt leke aa gaya hai kaise mod pe

kya karu bharam aisa hai karam

kuch nahi raha fir bhi dil mein khwab hai

jo samajh sake vo nahi raha

fir bhi jane kiska intezar hai

jeena isi ka naam hai

jeena isi ka naam hai

Explore this song