Roman script

ji chahata hai tujhe kiss karu is 

mauke ko nahi miss karu

ji chahata hai tujhe kiss karu is 

mauke ko nahi miss karu

magar kya karu mushkil badi hai

samne public khadi hai samne 

public khadi hai

ji chahata hai tujhe kiss karu is 

mauke ko nahi miss karu

magar kya karu mushkil badi hai

samne public khadi hai samne 

public khadi hai

mere hansi khwabo ki rani tu 

mere jawa dil ki kahani tu

mere hansi khwabo ki rani tu 

mere jawa dil ki kahani tu

meri mohabbat ki nishani tu 

mere dhadkano ki rawani tu

sama gujar jayega nahi kabhi 

ayega jane ada baho me ane de

wada hai mai aungi nahi tadpaungi

mere sanam aj mujhe jane  

dil todke mera na ja

apne milan ki ghadi hai magar 

kya karu mushkil badi hai

samne public khadi hai samne 

public khadi hai

log yaha ate hai jate hai chain 

mere dil ka churate hai

ha log yaha ate hai jate hai chain 

mere dil ka churate hai

tere liye pagal mera dil hai yar 

yaha milna to mushkil hai

sabhi yaha jalte chalo kahi chalte 

hai jaha koi ata na jata ho

hume waha jana hai kabhi nahi ana

chaman jaha khushbu lutata ho 

milne ko bechain hu mai

jab se nazar ye ladi hai magar 

kya karu mushkil badi hai

samne public khadi hai samne 

public khadi hai

ji chahata hai tujhe kiss karu is 

mauke ko nahi miss karu

magar kya karu mushkil badi 

hai samne public khadi hai

samne public khadi hai samne 

public khadi hai

samne public khadi hai

Explore this song