Roman script

jaye to jaye kahan 

jaye to jaye kahan  

jaye to jaye kahan 

samjhega kaun yahan

dard bhare dil ki zuban

jaye to jaye kahan 

samjhega kaun yahan

dard bhare dil ki zuban

jaye to jaye kahan 

maayusiyo ka majma hai ji me

kya rah gaya hai is zindagi me

maayusiyo ka 

maayusiyo ka majma hai ji me

kya rah gaya hai is zindagi me

ruh me gham dil me dhua

jaye to jaye kahan

samjhega kaun yahan

dard bhare dil ki zuban

jaye to jaye kahan

unka bhi gham hai apni bhi gham hai 

ab dil ke bachne ki ummed kam hai 

unka bhi gham hai 

unka bhi gham hai apni bhi gham hai 

ab dil ke bachne ki ummed kam hai 

ek kashti sau tufaan jaye to jaye kahan 

samjhega kaun yahan 

dard bhare dil ki jubaan 

jaye to jaye kahan

Explore this song