Roman script

jaye kaha piya ki joganiya 

jaye kaha piya ki joganiya

apne dulha ki anokhi re dulhaniya

jaye kaha piya ki joganiya 

jaye kaha piya ki joganiya

taqdeer ne ki ye kaisi thitholi

taqdeer ne ki ye kaisi thitholi

dulhan ke hatho me dulha ki doli

chali re chali re dekho pi ki sajniya

jaye kaha piya ki joganiya

apne dulha ki anokhi re dulhaniya

jaye kaha piya ki joganiya 

aasha nirasha ki lahro pe naiya

aasha nirasha ki lahro pe naiya

majhdhar me so raha hai khewaiya

kismat bani aaj meri re sautaniya

jaye kaha piya ki joganiya

apne dulha ki anokhi re dulhaniya

jaye kaha piya ki joganiya

Explore this song