Roman script

jay ambe jagadambe maa tere dam se hai duniya

teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha

drishti daya ki jispe dale tu uska uddhar kare

jan kalyani bhav sagar se sabaka beda paar kare

khali jholi bharne wali kisko de de kab kitna

teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha

jay ambe jagadambe maa tere dam se hai duniya

teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha

andhere me banke ujala bhatake jano ko raah dikhaye

maiya kar santo ki raksha shaitano ko aaj mita

jalim ko aisi saja de rah na jaye koyi nishaa

teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha

jay ambe jagadambe maa tere dam se hai duniya

teri mahima koyi na jane tujhse kon bacha hai yaha

he maa rani devi bhawani jyot jalaane aaya hu

jyota wali mata kali tujhko manaane aaya hu

he mehar vaishnav durga chandi bas tere gun gaunga

baras baras mai inn charno me shradha phul chadhaunga

he ruk jayega dar pe tere agar tufan bhi aayega

mere sar pe hath hai tera mujhko kon mitayega

Explore this song