Roman script

jawaani kyu machal rahi hain, tumse najare milaake 

kaisa nacha huaa hain, mere tan me dil ko laga ke 

yu na chhodo dil na todo 

mera ye rom rom chhuo na chhuo na, sapano me aake 

jale ye tan badan yu jaao na jaao na, najare cura ke 

yu na chhodo dil na todo he he 

tu hi tu hain tan badan me yu jaanam 

tu hai rubaru fida main hu jaanam

sun jaane jaana kabhi kam na hogi wafaa 

yu na chhodo dil na todo 

jawaani kyu machal rahi hain tumase nazaare milaale 

kaisa nasha huaa hain, mere tan me dil ko laga ke 

gori ka ye dum diwaana hu tera 

dil tera sanam nishana hain mera 

sun ye fasaana tu na de mujhe ye sajaa

yu na chhodo dil na todo 

mera ye rom rom chhuo na chhuo na, sapano me aake 

jal ye tan badan yu jaao na jaao na, nazare chura ke 

yu na chhodo dil na todo 

yu na chhodo dil na todo 

yu na chhodo dil na todo 

yu na chhodo

Explore this song