Roman script

jawani char din ki chandani hai maze le lo

badi chanchal hai badi manchali hai maze lelo  

jawani char din ki chandni hai maze le lo

badi chanchal hai badi manchali hai maze le lo

jawani ashiqi diwangi hai maze le lo

jawani char din ki chandni hai maze le lo

badi chanchal hai badi manchali hai maze le lo

ho yaara maze lelo ho yaara maze lelo

bekarari na bada aa mere pass tu aa

dil ka ghar tere liye main rakha hai khoola

aag tan man me lagi pyaas hontho pe jagi

aisi betabi mujhe isse pahle to na thi

jo kabhi kam na ho ye bekhudi hai maze le lo

jawani char din ki chandni hai maze le lo

badi chanchal hai badi manchali hai maze le lo

ho yaara maze lelo ho yaara maze lelo

teri ankhe hai kamal tera chehra hai gazal

marmari teri badan tu hasi tajmahal

ye mulakate rahe hatho me hath rahe

raat ho din ho sanam tera mera sath rahe

ye badi saukh hai nazuk kali maze le lo

jawani char din ki chandani hai maze le lo

badi chanchal hai badi manchali hai maze lelo

jawani ashiqi diwangi hai maze le lo

jawani char din ki chandani hai maze le lo

jawani char din ki chandani hai maze le lo

ho yaara maze lelo ho yaara maze lelo

ho yaara maze lelo ho yaara maze lelo

Explore this song