Roman script

hey jawa sama jawa bahar chaman muskuraya

gaya sal gaya aur naya sal aaya

jawa sama jawa bahar chaman muskuraya

gaya sal gaya aur naya sal aaya

ji le pyar ka nasha dhire dhire pyas bhuja

pyar aur jadu sa chha gaya

pyar aur jadu sa chha gaya

har nazar pyar ki hai roshni 

muskura rahi hai meri zindagi 

hey har ada lage hume bhali bhali

baho me aa gayi hai har khushi

mujhse koi mujhko hi chura gaya

aankho me tare saja gaya

hey jawa sama jawa bahar chaman muskuraya

gaya sal gaya aur naya sal aaya

Explore this song