Roman script

jawan hain dil jawan hain ham 

mohhabat kaa hasin mausam 

jawan hain dil jawan hain ham 

mohhabat kaa hasin mausam

javaanee me bhala kya ho taram 

pam pam taram pam pam

sapano ke din hain phulo kaa mausam 

saanso me hain kya garmiya

najare pehchaan le bin bole jaan le

kya bole pyaasa dil yeh jawaan milake jawan dil jhume jaha

aayee koyee gham kaise waha 

taram pam pam taram pam pam

jawaan hain dil jawaan hain ham 

mohhabat kaa hasin mausam

javaanee me bhala kya ho taram 

pam pam taram pam pam

Explore this song