Roman script

jawab nahi jawab nahi 

gore mukhade par til kaale ka

jawab nahi 

na to huaa hai aur na hoga 

rasiya tumsa bhi dilwala 

na to huaa hain aur na hoga 

rasiya tumsa bhi dilwala 

dil apana to le ke gaya hain 

gaal gulabi ye til waala 

kahi haath mile to chum lu main 

kahi haath mile to chum lu main 

is til ko lagane waale ka 

jawab nahi jawab nahi 

gore mukhade par til kaale ka

jawab nahi

kismat uski jaage jiski

hath pakad le bhi tumsa hansin

kismat uski jaage jiski 

hath pakad le bhi tumsa hansin

baat hamari chhodo ji chhodo 

til na tera kisi bhi me nahi 

tum jispe maro aji pyaar karo

Explore this song