Roman script

jawaan jawaan fizaayein hai bada haseen safar 

jawaan jawaan fizaayein hai bada haseen safa 

kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

jawaan jawaan fizaayein hai bada haseen safar 

kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

tere mere intzaar ke aa gaye hai din bahaar ke 

meri dilruba paas aa zara waqt hai yahin to pyaar ke

dhuaan dhuaan ghataaye hai suhaani hai umar

kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

aaya hai mausam phulon ka chhaaya hai mausam jhulon ka

na chura labon ki ye hasee chhod  bhi de tu yeh berukhi 

tu jo kehde haan meri jaaneja tujhpe main luta du jindagi

khili khili hawaaye hai mila zara nazar

kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

jawaan jawaan fijaayein hai bada haseen safar

kahe mera deewaana dil pyaar tu kisi haseen se kar

Explore this song