Roman script

jata kaha hai diwane sab kuch yaha hai sanam 
baki ke sare fasane jhuthe hai teri kasm 
fifi kuch tere dil me fifi
kuch mere dil me fifi jamana hai bura 
jata kaha hai diwane sab kuch yaha hai sanam 
baki ke sare fasane jhuthe hai teri kasm 
fifi kuch tere dil me fifi
kuch mere dil me fifi jamana hai bura 
pahlu badalne lage ghabra ke jalne lage
aankhe mili hi nahi yun hi sambhalne lage 
ae ji suniye hujur jana nahi hum se dur 
ae ji suniye hujur 
dekho dil hai kisi ka jalana bura
jata kaha hai diwane sab kuch yaha hai sanam 
baki ke sare fasane jhuthe hai teri kasm 
fifi kuch tere dil me fifi
kuch mere dil me fifi jamana hai bura 
saiya bhi hai magar mujh ko yun na tan ke dekho
nadan jara ek bar kaidi mera ban ke dekh
mano mano meri bat hai ye pahli mulakat 
mano mano meri bat 
dekho pahlu se uth ke jana hai bura
jata kaha hai diwane sab kuch yaha hai sanam 
baki ke sare fasane jhuthe hai teri kasm 
fifi kuch tere dil me fifi
kuch mere dil me fifi jamana hai bura

Song details

Song video

Watch on YouTube