Roman script

main to hu bada albela hazaro me akela

jamaana kahe mujhe pagla kehna kisika na maane 

yeh kuchh nahi jaane anaadi mera dil pehla

main ta yara

main ta yara deewana thehra jatt yamla

main ta yara deewana thehra jatt yamla

main hu bada albela hazaro me akela

jamaana kahe mujhe pagla kehna kisika na maane 

yeh kuchh nahi jaane anaadi mera dil pehla

main ta yara deewana thehra jatt yamla

main ta yara deewana thehra jatt yamla 

todu na kabhi apni kasme vaada jo karu wo nibhaau

kar lu jo iraada kabhi to taaro ko bhi dharti pe laau

jo sochu jo chaahu main pal me badal du nazaara

main ta yara 

main ta yara deewana thehra jatt yamla

main ta yara deewana thehra jatt yamla

dil bole bole mera dil bole tu hi tu hi tu

saanso se aaye jaaye ab to teri khushbu

tu hi meri jindagi hai tu hi meri aashiqui hai

tu hi hai tu hi tu dil bole bole mera dil 

bole tu hi tu hi tu

o ab na koi duji tammana

mera hai yahi sirf sapna

laaye rang meri duwaaye

chhute na kabhi saath apna

ho main tera tu mera 

hamesha banega sahaara

main ta yara 

main ta yara deewana thehra jatt yamla

main ta yara deewana thehra jatt yamla

main ta yara deewana thehra jatt yamla

main ta yara deewana thehra jatt yamla

Explore this song