Roman script
sapno ka jungle, yaado ke mele khushbu ke jhonke, chahat ke rele koi nahi hai hum hai akele aake mujhe tu baaho me lele jashan ki raat hai, jashan ki raat hai haan jashan ki raat hai, jashan ki raat hai paayal kahi bajti hai, kahin chudi khanakti hai jashan ki raat hai, jashan ki raat hai haan jashan ki raat hai, jashan ki raat hai jaanejigar jaanejana chori se palke jhukana aise tera muskurana, mujhko banaye diwana mausam bada hai mastana, jaga hai dard anjana mushkil hai dil ko samjhana, kya tune kiya jaadu jashan ki raat hai, jashan ki raat hai haan jashan ki raat hai, jashan ki raat hai ho mahki hawaye, bahki fijaaye teri adaaye paagl banaye sahmi purwaai hai masti lahraai hai chhaya ajib nasha jashan ki raat hai, jashan ki raat hai ho ye teri baate, ye mulakaate ninde churaaye ye teri aankhe kahne se darti hun, main tujhpe marti hun tujhko to hai ye pata jashan ki raat hai, jashan ki raat hai paayal kahi bajti hai, kahin chudi khanakti hai jashan ki raat hai, jashan ki raat hai haan jashan ki raat hai, jashan ki raat hai jaanejigar jaanejana chori se palke jhukana aise tera muskurana, mujhko banaye diwana mausam bada hai mastana, jaga hai dard anjana mushkil hai dil ko samjhana, kya tune kiya jaadu jashan ki raat hai, jashan ki raat hai haan jashan ki raat hai, jashan ki raat hai jashan ki raat hai, jashan ki raat hai haan jashan ki raat hai, jashan ki raat hai
Song details
- Singer: Kumar Sanu
- Singer: Sunidhi Chauhan
- Film / album: Will To Live (2011)
- Composer: Bappi Lahiri
- Lyricist: Sameer
- Actor: Geoffrey Broderick
- Actor: Anusha Singh
- Actor: Erik Altemus
- Actor: Tara Emerson
- Actor: Arjun Chakraborty
- Actor: Subhasis Mukherjee
- Actor: Pallavi Chatterjee
Song video
singer: Kumar Sanu, Sunidhi Chauhan