Roman script

teri ye saans mera dum

seene pe marham

tera lihaf hai garam

bhulna nahi tu sukoon piya hai

agli subah to ankhein nam

thi raatein bahem

daaye baaye tere kadam

ghar ghar tu mashoor piya hai

chehra hai paheli tera

dil bhi kya siyahi tera

jaanoon na jaanoon na

seene mein tere kya

saansein hai ya dhua

main jaanoon na

ankhon mein teri

dhundhu chand main

lekin raat amavas

ki hi mili hai

teri sirat dagga puri tarah

chhaya bhi farebi tera

sachcha hain kya kuch bhi tera

jaanoon na jaanoon na

seene mein tere kya

saansein hai ya dhua

main jaanoon na

main jaanoon na

haan jaanoon na

seene mein tere kya

saansein hai ya dhua

main jaanoon na

main jaanoon na

haan jaanoon na

jaanoon na main jaanoon na

seene mein tere kya

aaha

main jaanoon na.

Explore this song