Roman script
jannat se aayi piya mai tujhe lene sukariya ji yaha mai hu maje me duniya hamari hai sitaro ki duniya meri bhi duniya baharo ki duniya rani gagan ki kahti hai aaja mai bhi hu apni dharti ka raja ae chahe tu kya jane aa mere sang diwane dikhlau apna jaha pari re tu kaha ki pari hai dharti pe aayi kaise kaise kahu lagan teri yaha mujhe layi kaise ke jaanejaa bandi chali aayi kaise mere jaha me bhi hire moti ke mahal hai mere jaha me bhi to yaro ke dil hai masti me tu bhi chal mere chaman me jannat ki khusbu yaha ki pawan me apni zami hai jannat hamari thukaro na yu chahat hamari na kar aisi nadani sun o pariyo ki rani tu kaha or mai kaha kaise kahu lagan teri mujhe yaha layi kaise pari re tu kaha ki pari dharti pe aayi kaise ke bolo ji chavi dikhlayi kaise
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Singer: Mukesh
- Film / album: Udhar Ka Sindur (1976)
- Composer: Rajesh Roshan
- Lyricist: Majrooh Sultanpuri
- Actor: Jeetendra
- Actor: Reena Roy
- Actor: Asha Parekh
- Actor: Asrani
- Actor: Om Shiv Puri
- Actor: Satyen Kappu
- Actor: Paintal
- Actor: Reeta Bhaduri
- Actor: Prema Narayan
- Actor: Urmila Bhatt
- Actor: Manmohan Krishan
- Actor: Dheeraj Kumar
- Actor: Vikas Anand
- Actor: V Gopal
- Actor: Dhumal
- Actor: Kamal Kapoor
- Actor: Manju Bansal
- Actor: Kanwar
- Actor: Asha Lata
- Actor: Raj Verma
- Actor: Ram Singh
- Actor: Renu
- Actor: Jay Shree T
Song video
singer: Asha Bhosle, Mukesh
actor: Jeetendra, Reena Roy