Roman script
aye suno na dil keh raha hai lalach badi khubsurat bala hai aye dekho na kiski duwa hai aasma chhu le jo uska khuda hai roj naya khwab de de jinadgi aisi hasin saja de jannat jaha, jannat yaha jannat jaha, jannat yaha ai suno na duniya ka kya hai hamne jo chaha hamne wo kiya hai ai dekho na jadu ye kya hai patthar ko chhuke maine sona kiya hai roj naya khwab de de jinadagi aisi hasin saja de jannat jaha, jannat yaha jannat jaha, jannat yaha paisa jine ki duwa, paisa marne ka sabab paise ka jadu ajab haan roj naya khwab de de jinadagi aisi hasin saja de jannat jaha, jannat yaha jannat jaha, jannat yaha jannat jaha, jannat yaha aye suno na aankho me kya hai dil ne jo chaha dil ko sab mil gaya
Song details
- Singer: Rupam Islam
- Film / album: Jannat (2008)
- Composer: Pritam Chakraborty
- Lyricist: Sayeed Quadri
- Lyricist: Neelesh Misra
- Actor: Emraan Hashmi
- Actor: Samir Kochhar
- Actor: Sonal Chauhan
- Actor: Vishal Malhotra
- Actor: Javed Sheikh
- Actor: Vipin Sharma
- Actor: Shakeel Khan
- Actor: Abhimanyu Shekhar Singh
Song video
actor: Emraan Hashmi, Sonal Chauhan
lyricist: Sayeed Quadri, Neelesh Misra