Roman script
jannat hai ye jami o piya tere ishk me jannat hai ye jami o piya tere ishk me mai kya se kya hui o piya tere ishk me apna banale mujhe apna bana sapna sajade mera sapna saja bharle mujhe agosh me kahti hai khamoshiya jal rhi hu shararo me tumne ye kya keh diya bebasi ke isharo pe faasla kar liya mehfil hai teri bas teri ye dil hai tera bas tera har ek disha me tu hi dikhe kaisi jadugari jannat hai ye jami o piya tere ishk me mai kya se kya hui o piya tere ishk me fasle kam ye hone do kah rahi hai hawa ha khata maine ki hai ji de do hamko saja karu kya mai kya na karu aahe mai sanam kyu bharu ye pal mujhe de do sanam le lo meri jindagi jannat hai ye jami o piya tere ishk me mai kya se kya hui o piya tere ishk me apna banale mujhe apna bana sapna sajade mera sapna saja bharle mujhe agosh me kahti hai khamoshiya
Song details
- Singer: Krishna Beura
- Singer: Swarnalatha
- Film / album: Rakht (2004)
- Composer: Anand Raj Anand
- Lyricist: Anand Raj Anand
- Actor: Sanjay Dutt
- Actor: Suniel Shetty
- Actor: Bipasha Basu
- Actor: Dino Morea
- Actor: Amrita Arora
- Actor: Neha Dhupia
- Actor: Himanshu Mallik
- Actor: Rajat Bedi
- Actor: Sharat Saxena
- Actor: Shashikala
- Actor: Yana Gupta
- Actor: Shivaji Satam
- Actor: Abhishek Bachchan
- Actor: Payal Rohatgi
- Actor: Sachin Khedekar
- Actor: Beena
Song video
singer: Krishna Beura, Swarnalatha
actor: Sanjay Dutt, Amrita Arora