Roman script

janey kaise bitegee yeh barsaate 
janey kaise bitegee yeh barsaate 
mange huye din hai, mangi hui raate
janey kaise bitegee yeh barsate 
mange huye din hai, mangi hui raate
janey kaise bitegee
dhua dhua sa rehta hai, bujhi bujhi si aankho me
dhua dhua sa rehta hai, bujhi bujhi si aankho me
sulag rahe hai gile aansu, aag lagati hai barsaate
mange huye din hai, mangi hui raate
janey kaise bitegee
bhara hua tha dil shayad, chhalak gaya hai sine me
bhara hua tha dil shayad, chhalak gaya hai sine me
behne lage hai sare shikwe, badi gamgi hai dil ki bate
mange huye din hai, mangi hui raate
janey kaise bitegee yeh barsate 
mange huye din hai, mangi hui raate
janey kaise bitegee

Song details

Song video

Watch on YouTube