Roman script
jane mujhe kya hua re kya hua re jane mujhe kya hua re jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye jane mujhe kya hua re jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye haye chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai jane kya hoga baho me jo aaye haye oye hoye chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai jane kya hoga baho me jo aaye haye teri baho me na aau teri baho me na aau kahi jal hi na jau mera dil bhi to mane na jo bhi dil me lagaye vahi dil ki bhujhaye meri jaa tu ye jane na jane mujhe kya hua re jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye haye chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai jane kya hoga baho me jo aaye haye na bana tu bahane na bana tu bahane kya milega diwane meri julfo ko uljha ke wo kali to khilegi pyar se jo milegi jara mil humse lehra ke jane mujhe kya hua re jabse tune chhua re dil ki lagi or badhi jaye haye chhune se tera ye haal hai kaisa ye kamal hai jane kya hoga baho me jo aaye haye
Song details
- Singer: Kishore Kumar
- Singer: Lata Mangeshkar
- Film / album: Janwar Aur Insaan (1972)
- Composer: Kalyanji Anandji
- Lyricist: Gulshan Bawra
- Actor: Shashi Kapoor
- Actor: Rakhee
- Actor: Sujit Kumar
- Actor: Madan Puri
- Actor: Nirupa Roy
- Actor: Jagdeep
- Actor: Shabnam
- Actor: Deva
- Actor: Shakti Kapoor
Song video
singer: Kishore Kumar, Lata Mangeshkar
actor: Shashi Kapoor, Rakhee