Roman script

jane kitni baar hriday se maine use pukara
jane kitni baar hriday se maine use pukara
nithur piya ke kano tak par 
meri aawaj naa pahuchi
nithur piya ke kano tak par 
meri aawaj naa pahuchi nithur piya
jaane kitne sawan beete
jaane kitne sawan beete
gam ke aanshu pite pite
gam ke aanshu pite pite
jo baat sajan se kahni thi 
lab tak mere wo baat na pahuchi nithur piya
jane kitne dekhe sapne 
jabse ruthe pritam apne
jane kitne dekhe sapne 
jabse ruthe pritam apne
dhal chal umar armano ki 
par sapno ki wo raat na pahuchi nithur piya

Song details

Song video

Watch on YouTube