Roman script

jane kiske khwab
takiye ke niche raat rakh jati hai
hala ke neend nahi aati hai
jane kiske khwab
takiye ke niche raat rakh jati hai
jagti aankho me bhi ab koi sota hai
jab koi nahi hota, tab koi hota hai
jagti aankho me bhi ab koi sota hai
jab koi nahi hota, tab koi hota hai
jane kiski baat
hontho pe lake raat rakh jati hai
hala ke neend nahi aati hai

Song details

actor: Aishwarya Rai, Hrithik Roshan