Roman script

jane ki kya hai jaldi jane ki kya hai jaldi 

jana chle bhi jana jana chle bhi jana 

sun lo jo sun sako tum 

sun lo jo sun sako tum 

is dard ka fasana is dard ka fasana

jab the bahar ke din jhule pade huye the 

fulo ki patiyo par moti jale huye the 

fula fala tha mera chhota sa aashiyana 

fula fala tha mera chhota sa aashiyana 

sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana 

jane ki kya hai jaldi 

jana chle bhi jana jana bhi chle jana 

friyad kiye hai jag me ab kaid kar chuka hai 

bulbul ude to kaise wo par katar chuka hai

aankho me fir rha hai gujara hua jamana

aankho me fir rha hai gujara hua jamana

sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana 

jane ki kya hai jaldi 

jana chle bhi jana jana chle bhi jana 

aansu jo bah rahe hai hai dekhne me pani 

darbar se tatola har ashk hai kahani

matam hai jindagi ka samjhe ho tum tarana

matam hai jindagi ka samjhe ho tum tarana

sun lo jo sun sako tum ek dard ka fasana 

jane ki kya jaldi hai 

jana chle bhi jana jana chle bhi jana 

jane ki kya jaldi hai

Explore this song