Roman script

jane kaha gaye tum jane kaha gaye tum 

bechain hai rangin najare bechain hai rangin najare

jane kaha gaye tum  jane kaha gaye tum 

charo taraf viraniya hai charo taraf

charo taraf viraniya hai khamoshiya hai tanhayiya hai

jane kaha gaye tum bechain hai rangin najare

bechain hai rangin najare jane kaha gaye tum

tum bin udas mausam ki bahe tum bin udas 

tum bin udas mausam ki bahe

tum bin udas jiwan ki rahe

jane kaha gaye tum bechain hai rangin najare

bechain hai rangin najare jane kaha gaye tum

tumko pukare tuta hua dil tumko pukare

tumko pukare tuta hua dil

ashko me aaho me duba hua dil

jane kaha gaye tum jane kaha gaye tum 

bechain hai rangin najare bechain hai rangin najare

jane kaha gaye tum jane kaha gaye tum

jane kaha gaye tum

Explore this song