Roman script

jane jigar teri nazar meri nazar mil jaye agar 

jane jigar teri nazar meri nazar mil jaye agar 

mil to gayi apni nazar ab kya hai dar aa pyar kar

jane jigar teri nazar meri nazar mil jaye agar 

mausam hai sard mitha sa dard

dil me mere hone laga dil me mere hone laga

mera katil hotho ka til hosh me apne khone laga

hosh me apne khone laga o baat kar tu raat bhar

udne lagu lag jaye par jane jigar teri nazar

meri nazar mil jaye agar 

jalte hai lab kya hoga ab iman hatho se jane laga

iman hatho se jane laga bhar gayi sanse

khul gayi julfe tufan kaisa ye aane laga

tufan kaisa ye aane laga kaisi hai ye bechaniya

hota nahi ab to sabar jane jigar teri nazar

meri nazar mil jaye agar mil to gayi apni nazar

ab kya hai dar aa pyar kar jane jigar teri nazar

meri nazar mil jaye agar

Explore this song