Roman script

kyun todi yun tune kaanch ki ek wo kali

dhondhe hai ghar mujhe dhoondhe meri gali

kyun aaye na neendon mein ab wo pari

dhoondhe mujhe wo maati ki gudiya meri

soona pada kyun angna jaane hum gum hain kahan 

soona pada kyun angna jaane hum gum hain kahan 

gum hain kahan

haathon se kyun cheenta gaya mere hisse ka aasman

jaane kahan mudta raha ye ajnabee sa raasta

yaaden jo peeche hain kheeche hai kaise apna maanu

hoon main ek parchayi ghabrayi bas itna jaanu

ret ke ghar mere kyun tode ab main kahan jaaun

udna hai baaki hun main paakhi khud ko main samjhaun

kyun baarishen bas aankhen bhigaati rahi

doobi jaaye wo khwabon ki kashti meri

soona pada kyun angna jaane hum gum hain kahan 

soona pada kyun angna jaane hum gum hain kahan 

gum hain kahan

Explore this song