Roman script

chehra bhi tera padh liya,   

nazron mein tujhko bhar liya ve

ab maangu, ab maangu ,main aur kya

gehra sa tune rang diya

har khwaab poora kar diya ve

ab maangu, ab maangu , main aur kya?

itne haseen ye pal hain

inki nazrein mai utaarun

kuch aur kaam kyun karun

tujhko hi nihaarun ,main toh

warga ae rabb warga ae,chehra tera chehra

lagda ae chaand bhi

pheeka pheeka re yahaan 

tujh hi se bechainiyaan sukoon bhi

ab jaan le ye tu bhi

jaana, har zindagi mein mujhko hona tera

mai aisa jaise khamiyaan tu khoobi

hoon jaanta bakhoobi

jaana, teri wajah se hi hai

hona mera

itne haseen ye pal hain

inki nazrein mai utaarun

kuch aur kaam kyun karun

tujhko hi nihaarun main toh

warga ae rabb warga ae

chehra tera chehra

lagda ae chaand bhi

Explore this song