Roman script

in bhigi palko me

ab aansu hi aansu rah gaye

in bhigi palko me

ab aansu hi aansu rah gaye

ab main kya kahu, jo bhi kahna tha

sari baate wo tumhi kah gaye

jane do, jane do

in baato se kuch na hona

in bhigi palko me

ab aansu hi aansu rah gaye

ab main kya kahu, jo bhi kahna tha

sari baate wo tumhi kah gaye

do labj the, jo ki kahne ko hi the

baato me baate, uljhe sapne sahi the

do labj the, jo ki kahne ko hi the

baato me baate, uljhe sapne sahi the

beete lamho ki joyi hasin daasta

kisse jake karu, main ab ye baya

jane do, jane do

in baato se kuch na hona

in bhigi palko me

ab aansu hi aansu rah gaye

ab main kya kahu, jo bhi kahna tha

sari baate wo tumhi kah gaye

Explore this song