Roman script

baaho me baahe ho

aur na koi ho darmiya

baato ki sau baate ho

un baato ki ho kahaniya

aisi duniya main chahti hu

tere mere liye

baaho me baahe ho

aur na koi ho darmiya

baato ki sau baate ho

un baato ki ho kahaniya

dhime dhime se hawa chale

aur barisho me hum bhige

dhime dhime se hawa chale

aur barisho me hum bhige

kuch aisa ho jaye

dono ke dil kho jaye

aisi duniya main chahti hu

tere mere liye

baaho me baahe ho

aur na koi ho darmiya

baato ki sau baate ho

un baato ki ho kahaniya

Explore this song