Roman script
jane bhi de chhod ye bahana tere liye jiya hai deewana rut hai jawa pyar kar yahi to hai pyar ka zamana jane bhi de chhod ye bahana tere liye jiya hai deewana rut hai jawa pyar kar yahi to hai pyar ka zamana aankh utha raat hasi hai dekh mujhe hosh nahi hai aankh utha raat hasi hai dekh mujhe hosh nahi hai dil na dukha jiya na jala yu na sata paas to aa jane bhi de chhod ye bahana tere liye jiya hai deewana rut hai jawa pyar kar yahi to hai pyar ka zamana dekh mere naaz uthale teri ada maar na dale dekh mere naaz uthale teri ada maar na dale dil na dukha jiya na jala yu na sata paas to aa jane bhi de chhod ye bahana tere liye jiya hai diwana rut hai jawa pyar kar yahi to hai pyar ka zamana aaj tera saath mila hai saara jaha jhum utha hai aaj tera saath mila hai saara jaha jhum utha hai labo pe hansi chayi hai khushi, main hu wahi tu hai wahi jane bhi de chhod ye bahana tere liye jiya hai diwana rut hai jawa pyar kar yahi to hai pyar ka zamana jane bhi de chhod ye bahana tere liye jiya hai diwana rut hai jawa pyar kar yahi to hai pyar ka zamana
Song details
- Singer: Asha Bhosle
- Film / album: Baap Re Baap (1955)
- Composer: O P Nayyar
- Lyricist: Jan Nisar Akhtar
- Actor: Ulhas
- Actor: Kishore Kumar
- Actor: Jayant
- Actor: Leela Mishra
- Actor: Chand Usmani
- Actor: Smriti Biswas
Song video
actor: Kishore Kumar, Chand Usmani