Roman script

janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

pyar amar hai duniya me, pyar kabhi nahi marta hai

maut badan ko aati hai, ruh ka jalwa rahta hai

janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

o shahjadi sapno ki itni tu hairaan na ho

mai bhi tera sapna hu, jaan mujhe anjan na ho

janam-janam ka sath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

tu manzil mai raahi hu, ek din tujhko paunga

kaun mujhe ab rokega, hardam yuhi aaunga

janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

janam-janam ka saath hai nibhane ko, sau-sau bar maine janam liye

Explore this song