Roman script

jaan meri ruth gayi jaaney kyun hamse
aafat me aafat me pad gayi jaan
jaan meri ruth gayi jaaney kyun hamse
aafat me aafat me pad gayi jaan
are lakh kahu ek nahi maane kasam se
aafat me aafat me pad gayi jaan jaan meri ruth gayi re
ban jao shola ya chingari chhod u nahi mai baah tumhari
ya yeh tamasha dekhegi duniya ya phir maano baat hamaari
ladna bhi hai tumse sanam milna bhi tumse
aafat me aafat me pad gayi jaan jaan meri ruth gayi re
naak pe gussa aankho me masti thodi garajti thodi barasti 
naak pe gussa aankho me masti thodi garajti thodi barasti 
chum naa le koi aisi ada ke hontho se chup hai aankho se hasti
pichhe hi pad jaye bacho pichhe hi pad jaye bacho aise sanam se
aafat me aafat me pad gayi jaan lakh kahu ek nahi mane kasam se
aafat me aafat me pad gayi jaan jaan meri man gayi man gayi jaanu
aafat se aafat se bach gayi jaan jaan meri man gayi re

Song details

Song video

Watch on YouTube

singer: Kishore Kumar, Pamela Chopra

actor: Rishi Kapoor, Neetu Singh