Roman script

jamuna kinare koi bansi bajaye 

behti jamuna ruk ruk jaye 

jamuna kinare koi bansi bajaye 

behti jamuna ruk ruk jaye 

bansi bajane wale dil le gya 

dil le gya dil le gya 

koyal ke dil me dard de gaya 

bansi bajane wale dil le gaya 

dil le gya dil le gaya 

koyal ke dil me dard de gaya 

jamuna kinare koi bansi bajaye 

behti jamuna ruk ruk jaye 

bansi suna ke ranga apne hi rang me

bijli si daud gayi mere ang ang me 

bansi suna ke ranga apne hi rang me

bijli si daud gayi mere ang ang me 

bijli si daud gayi mere ang ang me 

kuchh bhi to hosh nahi hosh kho gya

hosh kho gya 

koyal ke dil me dard de gaya 

jamuna kinare koi bansi bajaye 

behti jamuna ruk ruk jaye 

bansi ki taal par daudi daudi aa gyi

gaon ki morni bhagi bhagi aa gyi

bansi ki taal par daudhi daudi aa gyi

gaon ki morni bhagi bhagi aa gyi

gaon ki morni bhagi bhagi aa gyi

ram jane ram jane kya ho gya 

kya ho gya 

koyal ke dil me dard de gaya 

bansi bajane wale dil le gya

dil le gya dil le gya

koyal ke dil me dard de gaya 

jamuna kinare koi bansi bajaye

Explore this song