Roman script

jamuna ke tat pe maari najariya  aisi sawariyayi 

ghayal ho gyi sang ke sajda ghayal ho gyi sang ke sajda 

khil gya jamuna jal mai 

lene gajariya gayi thi bajariya , lane gajariya gyi thi bajariya 

bajariya mai mil gye baanke saawariya tagdi mori chheen ke usne bahiyan marori 

are tagdi mori chheen ke usne bahiyan marori ,bahiyan maror ke punchhe kya marji hai tori 

fir mai aise sharmayi , fir mai aise sharmayi 

nikla vo aisa harjayi 

lut gyi is halchal mai gajra gir gya jamuna jal mai

gajra gir gaya jamuna jal mai 

o preet mai uske main aisi khoyi 

o preet mai uske main aisi khoyi 

aa.. aa... 

o preet mai uske main aisi khoyi 

na mai jagi na mai soyi 

mera aanchal kajal payalteenon kar gya gya ghayal 

are ther ther kaanpi kori kaya  dol gya man chanchal mai 

fir kate kate na raina fir kaate kate na raina 

kari chheen ke le gya chaina le gyi mai chalne 

gajra gir gya jamuna jal mai 

gajra gir gya jamuna jal mai 

gajra gir gya jamuna jal mai 

han gajra gir gya jamuna jal mai

Explore this song