Roman script

jalti huyi jawaniya, ye ankahi kahaniya

allah re qayamat, allah re qayamat

jalti huyi jawaniya, ye ankahi kahaniya

allah re qayamat, allah re qayamat

jalti huyi jawaniya

aanchal udaa hawa mein, halchal huyi ghata mein

khushboo si bas gayi hai, bahki huyi faza mein

bahki huyi faza mein, nigahe jahan jam gayin

hawaye wahin tham gayi, bas mein hai jaise kudrat

allah re qayamat, jalti huyi jawaniya

phhoolon bhara wo daman, jaise khilaa ho gulshan

jalwon ki chandni hai, jalwon ki chandni hai

naazo adaa ka sawan, naazo adaa ka sawan

runak chham chham, chham chham

ye bahke se qadam, dil kyon bache salamat

allah re qayamat, jalti huyi jawaniyaa

jab tan lachak gayaa hai, ho sholaa bhadak gayaa hai

jaise koi sharaabi, jaise koi sharaabi

peekar bahak gaya hai, peekar bahak gaya hai

dhanak bal khaa gayi, fazaa lahraa gayi

ye loch ye nazaakat

allah re qayamat, jalti huyi jawaniya

ye husn chhalkaa chhalkaa, ye raks halka halka

lahro pe doltaa sa, ek phhol hai kamal ka

ek phhol hai kamal ka, nadi pe thhirke kiran

bahe jaise pawan, har ek ada hai aafat

alla re qayamat, jalti huyi jawaniya

ye ankahi kahaniya, allah re qayamat

allah re qayamat, jalti huyi jawaniya

Explore this song