Roman script
aaj agar milan ki raat hoti jane kya bat hoti to kya bat hoti sunte hai jab pyar ho to diye jal uthate hai tan mein man mein aur nayan mein diye jal uthate hai aaja piya aaja aaja piya aaja ho aaja piya aaja tere hi tere liye jalte diye bitani tere saye mein saye mein jindgani bitani tere saye mein saye mein kabhi kabhi kabhi kabhi aise diyo se lag jati hai aag bhi dulhe dulhe aanchalo pe lag hi jate dag bhi hai virano mein badalte dekhe man ke bag bhi sapno mein shringaar ho to diye jal uthate hai khwahisho aur sharm ke diye jal uthate hai aaja piya aaja tere hi tere liye jalte diye bitani tere saye mein saye mein jindgani bitani tere saye mein saye mein mera nahi mera nahi hai wo diya jo jal raha hai mere liye meri tarf kyo ye ujale aaye hai inko rokiye yu begani roshani mein kab talak koi jiye sanso mein jhankar ho to diye jal uthate hai jhanjhro mein kangano mein diye jal uthate hai aaja piya aaja tere hi tere liye jalte diye bitani tere saye mein saye mein jindgani bitani tere saye mein saye mein saye mein saye mein tere saye mein saye mein saye mein saye mein tere saye mein saye mein saye mein saye mein tere saye mein saye mein saye mein saye mein tere saye mein saye mein jindgani
Song details
- Singer: Shabab Sabri
- Singer: Vineet Singh
- Singer: Anweshaa
- Singer: Harshdeep Kaur
- Film / album: Prem Ratan Dhan Payo (2015)
- Composer: Himesh Reshammiya
- Lyricist: Irshad Kamil
- Actor: Salman Khan
- Actor: Sonam Kapoor
- Actor: Neil Nitin Mukesh
- Actor: Armaan Kohli
- Actor: Anupam Kher
- Actor: Swara Bhaskar
- Actor: Deepak Dobriyal
- Actor: Sanjay Mishra
- Actor: Sucheta Khanna
- Actor: Samaira Rao
- Actor: Rakesh Bedi
- Actor: Kapil Jhaveri
singer: Shabab Sabri, Vineet Singh, Anweshaa, Harshdeep Kaur
actor: Salman Khan, Sonam Kapoor