Roman script

yaad piya ki aaye, yaad piya ki aaye

yaad piya ki aaye, yaad piya ki aaye

ae dukh saha naa jaaye 

hay raam yaad piya ki aaye 

baali umariya suni re sejariya 

baali umariya suni re sejariya 

joban bito jaaye 

hay raam yaad piya ki aaye 

yaad piya ki aaye 

bairi koyaliya kunk sunaye 

bairi koyaliya kunk sunaye 

mujh birahan ki jiyara jalaye 

pi bin raha na jaye  

hay raam yaad piya ki aaye 

yaad piya ki aaye 

ae dukh saha naa jaaye 

hay raam yaad piya ki aaye 

yaad piya ki aaye 

yaad piya ki aaye 

yaad piya ki aaye 

yaad piya ki aaye

Explore this song