Roman script

suraj hua madhyam chand jalne laga

aasman ye haye kyun pighalne laga

suraj hua madhyam chand jalne laga

aasman ye haye kyun pighalne laga

main thahra raha zamin chalne lagi

dhadka ye dil sans thamne lagi ho 

kya ye mera pahla pahla pyar hai

sajna kya ye mera pahla pahla pyar hai

ho o o o o ho aa aa aa

suraj hua madhyam chand jalne laga

aasman ye haye kyun pighalne laga

suraj hua madhyam chand jalne laga

aasman ye haye kyun pighalne laga

main thahri rahi zamin chalne lagi

dhadka ye dil sans thamne lagi ha 

kya ye mera pahla pahla pyar hai

sajna kya ye mera pahla pahla pyar hai

hai khubsurat ye pal sab kuch raha hai badl

sapne hakikat me jo dhal rahe hai

kya sadiyon se purana hai rista ye humara

ke jistarh tum se hum mil rhe hai 

yun hi rahe har dum pyar ka mosam 

yun hi milo hum se tum janm janm

main thahra raha zamin chalne lagi

dhadka ye dil sans thamne lagi ho 

kya ye mera pahla pahla pyar hai

sajna kya ye mera pahla pahla pyar hai

tere hi rang se yun main to rangi hun sanm

pake tujhe khud se hi kho rhi hun sanm 

o mahiya ve tere ishq me ha dub ke 

par main ho rhi hun sanm

sagar hua pyasa rat jagne lagi

solo ke dil mein bhi aag jalne lagi

main thahri rahi zamin chalne lagi

dhadka ye dil sans thamne lagi ha 

kya ye mera pahla pahla pyar hai

sajna kya ye mera pahla pahla pyar hai 

suraj hua madhyam chand jalne laga

aasman ye haye kyun pighalne laga

jalta rahe surj chand rhe madhyam

ye khawb hai muskil na mil skegen hum

Explore this song