Roman script

jala ji jala jala ruh jala 
jala ji jala jala ruh jala 
saanson mein aahein jala 
saanson mein aahein jala 
jala ji jala jala ruh jala
jalna sikha bujhna sikha 
aankhon ko tune chhalna sikha
failaa ke pankh hawaao mein
udna sikha, girna sikha
jala ji jala jala ruh jala
jala ji jala jala ruh jala
saanson mein aahein jala
saanson mein aahein jala
lehero mein kashti dubota chala
saahil mein aag lagaata chala
maajhi ke saaye gujarta chala
kabhi bujhta chala kabhi jalta chala
jism ki raah badalta chala
khwaabon mein khwaaish
pighalta chala chala chala
jala ji jala jala ruh jala
jala ji jala jala ruh jala
saanson mein aahein jala
saanson mein aahein jala

Song details

Song video

Watch on YouTube