Roman script

jal barsaye nainwa

man mein kaisi aag lagi

man mein kaisi aag lagi

man mein kaisi aag lagi

kyo aa gayi jawani

mujhpar liye dukho ka haar

gaya kaha wo bhola bachapan

kit lado pyari

uljhan mein hai jaan fansi

ye kaisi aah lagi 

man mein kaisi aag lagi

man mein kaisi aag lagi

main samjhi thi prem kali se

mahak uthegi kyari

jane eka ek hua kya

kali bani chigari

ek deepak se ghar jalta hai

dhuaa nikal na paye

ghut ghut kar marti abla

nikale na munh se aah

uljhan mein hai jaan fansi

ye kaisi aah lagi 

man mein kaisi aag lagi

man mein kaisi aag lagi

Explore this song