Roman script

jaiyo na jaiyo na dur 

hamare jiya mein rahiyo ban jaio jaan

jaiyo na jaiyo na dur 

hamare jiya mein rahiyo ban jaio jaan

ho din dekhe raat dekhe hame sath sath dekhe sara jaha

ho din dekhe raat dekhe hame sath sath dekhe sara jaha

jaiyo na jaiyo na dur

hamare jiya mein rahiyo ban jaio jaan

tum mere majhi main hu majhi ki naiya

janam janam ke sathi naiya khivaiya

tum mere majhi main hu majhi ki naiya

janam janam ke sathi naiya khivaiya

saath jo saathi tode, wo beimaan

jaiyo na jaiyo na dur 

hamare jiya mein rahiyo ban jaio jaan

ha dekhenge kisi din tumse hum dur jake

dekha tha ik din hamne tumko bhulake

ha dekhenge kisi din tumse hum dur jake

dekha tha ik din hamne tumko bhulake

tum yaad aaye aise tum yaad aaye aise

nadiya mein aaye jaise koi tufan

jaiyo na jaiyo na dur 

hamare jiya mein rahiyo ban jaio jaan

hame in ankhiyo ka kajal bana lo

kajal ko chhodo hamko dil mein basa lo

hame in ankhiyo ka kajal bana lo

kajal ko chhodo hamko dil mein basa lo

tum bin lage ji aise tum bin lage ji aise

koyi suna suna jaise khaali makaan

jaiyo na jaiyo na dur 

hamare mein jiya mein rahiyo ban jaio jaan

ho din dekhe raat dekhe hame sath sath dekhe sara jahan

ho din dekhe raat dekhe hame sath sath dekhe sara jahan

jaiyo na jaiyo na dur hamare jiya mein rahiyo ban jaio jaan

Explore this song