Roman script

jay raghunandan jay siyaram 

janki vallabh seeta raam 

sabse nirali mahima hai bhayi 

do akshar ke naam ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

sabse nirali mahima hai bhayi 

do akshar ke naam ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

o do akshar ka jadu hai nyara 

raam raam jay raam raam 

bhawsagar se taran hara

raam raam jay raam raam 

prabhu jab apna tewar na hara 

phir hai kitani dur kinara 

phir hai kitani dur kinara 

mere raam rakhte hai khabariya 

pal chhin charo dham ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

pani me taire pathar ki nayya 

raam raam jay raam raam 

raam ki naiyya hai raam khevayya 

raam raam jay raam raam 

sagar se ab kya darna hai bhayya 

sathi hai jab raam ramaiyya 

sathi hai jab raam ramaiyya 

badal dal si nikali hai toli 

pawan putr hanuman ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

ab na rahegi sone ki lanka 

naam mitega ab rawan ka 

bhar hatega dharti ka jan ka

raam naam ka gujega danka

raam naam ka gujega danka

raam naam ka gujega danka

varsho ke bichhade phir se milenge  

ramchandr aur janki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

sabse nirali mahima hai bhayi 

do akshar ke naam ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki 

jay bolo siya balram ki

Explore this song